Sponsor

banner image

recent posts

How To Change Facebook Password Hindi



 Hlo friends mai Yogesh Aswal aj apko 'How to change facebook password hindi' yani facebook par password kaise change kare hindi me es post mai apko mai facebook ka password kaise change kare yeh bataunga yeh koi mushkil kaam nhi par new user ke liye password change kare bohot mushkil hai new user ke liye ye post likhi gaye hai aur unko es post mai bataunga ki kaise karte hai assani se facebook ka password ausa pehla apko mai kuch password change karne ke baare mai bataunga apko achi trah samajh aye toh yeh post likhi gaye hai ap es post ko shayan se padha


Facebook Ka Password Strong Kaise Rakha

Toh apko mai yeh hi salha dunga ki password strong kaise rakhe  matlab password kis trah ka rakha mai apko yeh es liye bata raha hu ki aj kal jab hum koi easy sa password rakhte hai toh humare id ke password jlde hack ho jate hai aur fir hume bohot taklef hote hai agar ap chahate hai ki apki id hack na ho toh jo mai bata raha hu ausa dhayan se samajhe vaise agar facebook id hack karne proffesional hackero ke liye ek assan chiz hai but koi aam admi apki facebook account ko kaise hack kar sakte hai hack  apko jo mai nicha point bata raha hu ausa follow kariye achi trah es se apki id ko jlde nuksaan nhi hoga

facebook strong password kaise ka rakha ➩(Yogesh@786.@yo) aise ka koi bhi type ka password rakhe symbol numerical numeber mix karke password rakhe aur ap google par password checker search karke ap password check kar sakte hai apka password kitne strong hai jab apka password strong ho jaye toh ap facebook ka password wo rakh sakte hai

Facebook Hackero Se Kaise Bacha

1.ap facebook ka password apna mobile number maat rakhiye ise apke friends,family,related mai koi bhi apki id ko hack kar sakte hai ye ek main point hai kai log yeh sochte hai ki wo password na bhula es liye facebook par apne mobile number ko hi password bana leta hai yeh ek bohot badhe galte hai yeh galte na kare

 2. apne password apne name ka bhi na rakhe

3. apne facebook ka password kisi ko dekha kar na bahre aur agr apse facebook par koi bhi apse apne facebook ka password mange toh ap maat dhijiye kyu ki aise cases maine bohot dekhe hai koi deal karte hai apse aur kehta hai apki  facebook id par yeh kar denge aur aise kar denge aise maat kijiye aur maat dhijiye ksi ko bhi apne facebook account ka password

4.apne facebook account ko kisi ke bhi mobile ya pc par agar ap open karenge toh ause logout karne na bhula agar ap uske mobile ya pc par apke facebook account open reh gaya toh apki facebook id wo hack kar sakte hai aur apke facebook account ka galat use kar sakte hai

5.agar ap yeh soch rahe hai ki kisi ke bhi pc par apne id login kare toh yeh jarire dhayan rakhiye ki jiske pc par ap apne facebook account khol rahe hai wo kya trusted (vishwas) banda hai agar apko Auspe trust ho toh hi apne facebook account ko login kariya kyu ki aj kal ek aise software a gya hai pc par jo ap kisi ke bhi pc par jo bhi chala rahe hai wo baad mai check kar sakte hai aur apke facebook account ko login kar sakte hai jise apki id hack ho sakte hai aise ke software ab smart phones mai bhi uplabhaad hai

ab apko pata toh chal hi gya hoga ki facebook par password kaise stronge rakhne aur aam admi apka facebook account kaise hack kar sakte hai ab mai apko facebook par facebook kaise badle ye batata hu 'How to change facebook password' apka jada waqt na lete huye direct main point mai ata hu


How To Change Facebook Password Hindi (Facebook Par Password Kaise Badle)

 yeh toh mujha yakeen ho hi gya hoga ki facebook ke password ke baare mai apko pata hi chal gaya hoga ab apko mai main point bata raha hu ki facebook ka password kaise badle easy tareeka se ab apko mere nicha diye gaye step ko acha se follow karne hai 

1.sabse pehle ap koi bhi browser se https://m.facebook.com par jaye aur apne facebook account login kariye

2.ab apko profile par click kare aur ab ap nicha jaye sabse aur settings & privancy Par click kare nicha screen shot mai dekhiye

3.ab apke samne bohot se option honge un mai seapko 1st option ko select karna hai general option ko hi select kare nicha screenshot mai dekhe
4.ab apke samne ek page khulega usme bhi apko bohot se options dekhenge apko waha par password ka option choose karke click kare nicha screen shot mai dekhe
5.ab jab apne password option ap upar dekh sakte hai uspe click kar hi diya toh apke samne 3 option ayenge
 1.current password -yaha par apko apne facebook account ka password bharna hai

2.new password -yaha par apko apne facebook ka jo new password rakhna hai wo daalna hai

3.re-type new password -apko yaha apna new password dubara se dalna hai

ab apko ye sab detail dalke change password par click kare nicha screen shot mai dekhe



 ab apka facebook ka password change ho chuka hai ab ap ek bar check bhi kar ke dekh sakte ho agar apko es post mai koi bhi problem aye toh ap comment karke humse puch sakte hai agar apko aur koi bhi takleef hai toh wo bhi humse ap comment ya sidha contact form ke jariya ap hume direct message kar sakte hai aur ha hamare post ko share karna na bhula
How To Change Facebook Password Hindi How To Change Facebook Password Hindi Reviewed by Yogesh Aswal on 07:32 Rating: 5

No comments:

Thank You For Comment..

Powered by Blogger.