Sponsor

banner image

recent posts

Facebook Ka Password Bhul Jane Par Password Reset Kaise Kare (Gyanbook2)






Hlo friends mai ap sabka dost Yogesh Aswal Aaj ap sabko kuch sekhane wala hu jiska name hai 'facebook ka password bhul jane par password kaise reset kare' ye post maine bohot logo ko dekh kar likh raha hu akshar log mujhse facebook,what's app par mujhse puchte hai ki mai facebook ka password bhul gaya hu bro mere help kardo kya mere id thik ho jayege id open ho jayege ye question ke sath mujhse puchte hai log aksar facebook ka password badlte rehte hai jiske kaaran ho apna facebook ka password bhul jate hai aur aj mai apko es post mai bataunga ki facebook ka password kaise reset karte hai aj mai ap logo ke sath share kar raha hu toh friends sabse pehle mai apko kuch facebook password reset ke baare mai batane ja raha hu friends toh mere es post ko full read kariye

Yeh bhi padhiye.

How To Change Facebook Password Hindi

How To Change Facebook Name Id Hindi

How To Create Facebook Page Hindi

Facebook Ka Password Bhul Gaya Id Open Ho Jayege or Thik Ho Jayege Kya

Ha.apki id open ho jayege thik ho jayege lekin uske liye facebook na kuch sarata rakhe hai ap sabko toh pata hi hai ki facebook ek bohot popular social networking website hai bohot se log roj facebook par account banate hai aur bohot log facebook account ko delete karte hai facebook ek bohot bada social networking website hai es liye iske bhi kuch rules (सरते) hote hai es liye humko password reset ka option bhi facebook dete hai lekin kuch rules ko humko follow karke password reset hum arami se kar sakte hai mai apko nicha bataunga ki facebook ke rules unhe ap follow jarure kare wo facebook ka password reset karne mai sabse important hai agar ap in rules ko follow nhi karenge toh ap apne facebook ka pasword reset nhi kar sakte nicha diye gaye rules ko ap jarure follow kare

Important Rules

1. jis account ka apne password reset karne hai us id par apka mobile number ya email add hone chahiye

2.agar apka mobile number facebook account mai add hai toh apke pass wo number ka sim hona chahiye 

3.agar apke facebook account mai email add hai toh apko uske email account ka email password yaad hona chahiye jise apne apna account banaya tha

ye 3 point ko follow kare iske bina ap kabhi bhi facebook ka password nhi reset kar sakte agar ap in teno steps ko follow karte hai toh apka facebook account ka password assani se password reset easy se kar sakte hai toh chaliye hum direct point par ate hai aur apko batate hai ki facebook ka password kaise reset kare toh chaliye nicha hum apko easy way se batate hai ki kaise kare facebook account ka password reset nicha jo mai apko bataunga wo ap dhayan se follow kare 


Facebook Account Ka Password Kaise Reset Kare

apko jo mai bata raha hu ause ap dahyan se follow kare aur ap jab hamare steps ko dhayan se follow karenge toh apko achi trah samjh mai a jayega aur ap assani se facebook ka password reset kar sakte hai 

1.sabse pehle ap facebook.com par jaye aur aur facebook ka page khola

2. ab jab ap facebook ka page khologe toh nicha apko forggotten password ka option hoga us par click kare nicha ap dekhe screen shot mai

3.ap apka samne ek page khulega jisme apko apna email ya mobile number enter krna hai aur nicha search ke option par click karne hai nicha screen shot mai dekhe


4.ab apke samne ek page khulega jisme apki puri profile khul jayege aur 2 option honge ek mobile number aur ek email ka nicha screenshot mai dekhe





5.ap dekh sakte hai upar photo mai 2 option hai maine usme se phone number ka option choose kara hai aur apko jo bhi acha laga ap choose karke continue par click kare

6.jaise hi ap continue par click karnege toh apke mobile par ek message ayega agar a[ne email ka option choose kara hai toh apko ek mail ayega usme apko 6 digit ka code hoga wo apko nicha ap screenshot mai dekh sakte hai ki maine mobile number ka option choose kara tha mujha mobile mai messege aya hai


7.jab apko yeh code milega toh ap wo code enter karke submit kare aur apke samne ek new window open hoge usme ap apna new password enter kare ab apki id reset ho chuki hai ab apki id khul gaye hai ab ap apna password na bhula




agar apko yeh post pasand aye toh please apne friends family relative ko share kare aur agar apko post mai koi bhi problem hai toh ap humse puch sakte hai agar ap humse kuch personal puchna chahte ho toh contact forum se direct message kare keep visit
Facebook Ka Password Bhul Jane Par Password Reset Kaise Kare (Gyanbook2) Facebook Ka Password Bhul Jane Par Password Reset Kaise Kare (Gyanbook2) Reviewed by Yogesh Aswal on 06:50 Rating: 5

No comments:

Thank You For Comment..

Powered by Blogger.